Hepatitis Yarkan ka ilaj
Hepatitis or Yarkan is a common disease mostly in developing countries where water is contaminated because water is main reason in hepatitis or yarkan.
People around the world need hepatitis or yarkan ka ilaj and its solution. UrduTotkay.com provides easy and affordable treatment for this disease. Its treatment are very simple and at the time which things are avoid means yarkan ka parhez, and its hapititus septum’s (yarkan ki alamat) and herbal treatment or kala yarkan ka desi ilaj and yarkan ka ilaj in urdu. There are many Dua for this disease like yarkan ka ilaj tib e nabvi and kala yarkan ka quran main ilaj or kala yarkan ka ilaj quran se and yarkan ki dua
If you think there is any spiritual man around you then must consult it for Dam or dua for this.
Hepatitis (also known as Yarkan) with A-B and C are viral infections which are infected liver and if diagnosed it can be lethal and no treatment in late stages.Its virus infected liver and damage liver cells. So if you and your friends or family members are effected this disease so start your treatment as soon as possible.
Salam dear,mjy hepatitas b hai kya is ka elaj possible hai
black yarqan sy chtkara k sy mil sqta ha
Simple tention chore do normal ilajj kerwao 50 saal se km afraad ko government hospital se injection lagtey hen wo lagwao….
AOA mera beta 20 din ka hai aur usse pedaishi yarqan hai drs ne kaha k soraj ki dhoop lagwao theak hojaega magar abi tak us ki ankhen mun aur jism ka kafi hissa pela hai mjhe ye btaen k main kia kron k mera beta jaldi se theak hojae.
Shukriya
Now its a natural and maximum kids were affected, continue these steps of sun light for few weeks and search any person for DHAMM for it. INSHAAALH within few weeks your problem will be resolved
salamo alaikum aap ki postpurani hay agar aap ka baby theek nahin howa to subha k waqat nikalty soraj ki kirnain lagwaian ore glucoze chatawaian maan ka doodh feed karta ha to maan b zayada garam cheezain na khaiay In Sha ALLAH theek ho jaiay ga
hakeem zarar ahmad
AoA,
Subah Suraj ki pheli pheli kirnain lagwain kuch deer daily.
Blue Light (Tube light, Saver etc) ki light mey musalsal rakhain.
Iska Dam bhi hota hey aur Jharta bhi hey apney area mey kisi sey maloom kar lain ya Masjid sey maloom kar lain woh bata dain gey wahaan sey dam / jharwa lain.
mery papa ko peela yarqan hai 2month ho gy hai doctors sy ilaj karwaya hai mgr theek ni ho rahy test b clear haai jb k LFT test 355 un ka jism or eyes b peeli hai koi ilaj btain k jaldi aram a jai
You must follow the medicine, read this link
http://urdutotkay.com/hepatitis-yarkan-ka-ilaj/
If you trust on any Alam then visit any sufi for DAMM,
Hepatitas c ka ilaj bataiye meri ami ko injection mana krdiye hain dr kehte hain tablets khayen bus kiya hepatitas c thk hojayega bataiye plz
SURAH REHMAN aik room ma laga kar sunay & contact any Suffi/Alam for DHAM of Hepatitas C, Thridly take some Sumbal 50 grams (available any pansar shop) and add water at least 1 & half liter and take one glass daily early and night.. and add one glass of water daily till it taste changed…
AoA,
Ji InshAllah tablet sey theek ho jaey ga.
iska dam bhi hota hey aur jharta bhi hey Masjid sey ya kisi sey apney area key hisaab sey maloom kar lain.
Yes. There are many Allah walay (Alam) who have a izan and they give you a Taweez or dam for three days, INSHALLAH you feel better after it
Meray mangetar ko bht phly sy yarkan tha takriban 4 saal sy jo ab pta laga or ab bht ziada hogya hai plz koi tareeka btayen 🙁
use this totka for yarkan click this link
http://urdutotkay.com/jaundiceyarkan-ka-ilaj-in-urdu/
kya moli sa waqi he farak parta hai ……….
yes, you must repeat these totka
mari mama ko hepatitis c hai onhon na injection lagwaye hain phr woh thek ho gayn thi likn phr sa onhhon na medicines kahin hain 3 months ki likn ab phr sa on kki ankhon ka rang badal gya hai
Sir yeah moli wali bat thek h
Yess
Sir mujhe be peela yarqan he mujhe kyo cheez bataye jis se yeh khatm ho jae aur mera Lft 520 he
Dear brotherAsalam alkumThanks for positing please advise me how long should i use this treatment,hakeem Abdulghaffar agha sahib sy kai dafa ye suna k jin ko hepatitis ho.. Hepatitius ka behtareen roohani ilaj yai hai kai koi shaks mareez k pas beth kr subah,dopher,sham Surah Rahman Tilawat karay aur mareez b ghoor sai sunay.
Yes Its TRUE….
Assalam o Alaikum
sub se pehle preshan hone ki zrurt nhi.yarkan ek qabil e ilaaj marz hai.kisi bi bemari ko control krne ke liya himmat aur hosla hona chahai.
Is marz (yarkan) main prhez bauht zruri hai
wese bi kisi bi marz 50% prhaiz control kr deta hai
kion ke parhaiz ilaaj se behtr hai.ye marz paani ki kammi aur jigr ki grmi jigr ke masyl ki wja se ho jata hai
1. Ap ne mukaml tor pr bed rest krni hai.chehl qadmi dorna bhagna nhi hai.bed rest is bemari ko control krne men baht madadd deta hai
2.dosra saaf paani ziada se ziada peena hai
km az km 1.5 ltrs ki 3 se 4 bottles.isi paani men gulucos mila kr peena hai lekin
3. Gulucos doctor se advise le kr peena hai kuch logo ko sugar hoti hai.
4.gulucos apke badn ki energy ko bahaal krta hai
5.jin sabzio ki tasser thandi ho wo boil kr ke khani hai.without spices and oil ghee.beghair mirch masalo oil ghee ke.
6. Kaddu loki teenay are best.
7. Dahee. Kheera mooli tarbooz kharbooza.fresh sugar cane ganne ka russ beghair burf ke.
8.shuru main bilkul bhook ni lgti.roti ko to dekhne ko dil ni krta.boiled rice without spices dahee ke sath khate rhen.jese jese paani ki kammi puri honishuru ho jye gi yarkan km hona shuru hojye ga apki bhool brti jye gi
8.bus paani ziada se ziada.jitna peshab aye ga utni jaldi peshab ka peela on clear hota jye ga
9.koshish kren hospital men admit ho jyen.ghr men insan na chahte hue bi bed rest ni kr pata.
10.hospital se apna ALT test zrur krwain takay apko pta chl skay apko kitna yarkan hai
hr 3 se 4 din baad ye test krwate rhen to check krte rhen ALT kitna down ho rha hai
jb apka ALT 100 tk ajye to smj len apne yarkan pe 90% qaboo pa lia hai
lekin apne iske bad bhi km az km ek maah rest krna hai.dhoop se avoid krna hai.thakna nhi.aur paani usi tra peete rehna hai aur recommended boiled sabzia khorak khate rehni hai.ankhon ki peelaht kuch mareezo ko ahista ahista clear hoti hai.jb apka ALT 100 pe ajye to uske 2 week baad phir ek bar apnr ALT check krwana hai.ALT apki blood report ko kehte hen.
ye tmam treatment cares jo me ne btai hen hyptitus A peelay yarkan ki hain.hypatitus B C E ki nhi.uske liye ap doctor se maloom kren
muje hypatitus A peela yarkan tha so jo jo me ne cares prhaiz kiye wo apse share kiye.Hypatitus A ho b ho ya C doctor se ek bar zrur check krwain aur doctor ke mashware ke mutabik chlain bcz kuch logo ko is marz k sath kuch aur marz bi hote hen to doctor us hissab se treat krta hai.
ALLAH ko yad kren ALLAH se dua kren.ALLAH ap sub ko seht e kamla atta frmye.ameen
nice and best totkay for health with no side effects ..add more tips and desi totkay too
acha laga parh ke like it.